Bahot Sahi Gam E Geti Sharab Kam Kya Hai

bahot sahi gam-e-geti sharab kam kya hai
gulam-e-saqi-e-kausar hun mujhko gam kya hai

tumhari tarz-o-rawish jante hain ham kya hai
raqib par hai agar lutf to sitam kya hai

sukhan mein khama-e-Galib ki atashfashani
yaqin hai hamko bhi lekin ab us mein dam kya hai Read More!

bas k dushwar hai har kam ka asan hona

bas k dushwar hai har kam ka asan hona
admi ko bhi mayassar nahi insan hona

giriya chahe hai kharabi mere kashane ki
dar-o-diwar se tapak hai bayaban hona

wa-e-diwangi-e-shauq k har dam mujh ko
ap jana udhar aur ap hi hairan hona

jalwa azbas k taqaza-e-nigah karta hai
jauhar-e-aina bhi chahe hai mizagan hona

ishrat-e-qatlgah-e-ahal-e-tamanna mat puch
id-e-nazzara hai shamshir ka uriyan hona

le gaye khak mein ham dag-e-tamanna-e-nishat
tu ho aur ap basadrang-e-gulistan hona

ishrat-e-para-e-dil, zakhm-e-tamannakhana
lazzat-e-rish-e-jigar garq-e-namakdan hona

ki mere qatl k bad us ne jafa se tauba
haye us zodpasheman ka pasheman hona

haif us char girah kapre ki qismat ‘ghalib’
jis ki qismat mein ho ashiq ka gareban hona Read More!

bazicha-e-atfal hai duniya mere age

bazicha-e-atfal hai duniya mere age
hota hai shab-o-roz tamasha mere age

ik khel hai aurang-e-suleman mere nazdik
ik bat hai ejaz-e-masiha mere age

juz nam nahi surat-e-alam mujhe manzur
juz waham nahi hasti-e-ashiya mere age

hota hai nihan gard mein sehra mere hote
ghista hai jabin khak pe dariya mere age

mat puch k kya hal hai mera tere piche
tu dekh k kya rang hai tera mere age

sach kahte ho khudbin-o-khudara hun na kyon hun
baitha hai but-e-aina sima mere age

phir dekhiye andaz-e-gulafshani-e-guftar
rakh de koi paimana-e-sahba mere age

nafrat ka guman guzre hai main rashk se guzra
kyon kar kahun lo nam na us ka mere age

iman mujhe rok hai jo khinche hai mujhe kufr
kaba mere piche hai kalisa mere age

ashiq hun pe mashuqfarebi hai mera kam
majnun ko bura kahti hai laila mere age

khush hote hain par wasl mein yun mar nahi jate
ai shab-e-hijaran ki tamanna mere age

hai maujzan ik qulzum-e-khun kash! yahi ho
ata hai abhi dekhiye kya-kya mere age

go hath ko jumbish nahi ankhon mein to dam hai
rahne do abhi sagar-o-mina mere age

hampesha-o-hammasharab-o-hamraz hai mera
‘ghalib’ ko bura kyon kaho acha mere age Read More!

Eid par pathan nay kia kia?

Eid k baad ek pathan apnay dost say milnay gaya.
DOST: Eid ki numaaz kuha parhi?
PATHAN: Sath walay ground main, bohat ajeeb numaaz thi.
Na to ruku tha na sajda balkay koi imaam k agay charpai p so bhi ruha tha
DOST: pagal wo to Numaaz-E-Janaza thi.
PATHAN: oho, main to kai logo ko galay mil mil k mubarakbaad [...] Read More!

Pathan masjid main naat parhnay gaya

1 Pathan Pehle Rozay ko Masjid Main NAAT Parhnay Gaya:
To
Sab Logon ne Usay Bohat Mara:
Kyon?
Kyon K Pehle Rozay Main Woh Ye Naat Parh Raha Tha.
“Alvidah Alvidah Maah-e-Ramzan” Read More!

Pathan I Love YOU

Pathan Larki Se: I Love You.
Larki: Tameez Se Baat Karo.
Pathan: “Assalam-o-Alaikum”
I Love You.
Eid Mubarak Sms Read More!

Eid Gift Box

__
/__/|
|__|/

Eid Gift Box.
What’s Inside?

~ My Prayers
~ My Feelings
~ My Love
~ My Sincerity
~ My Wishes

Only For You!

Always Be Happy and Eid-ul-Fitar Mubarak. Read More!

Dhuzzz

Dhuzzz

Dhuzzz

Dhuzzz

Dhuzzz

Dhuzzz

Dhuzzz

Happy Independence Day!

To All My Shaitan Friends… Read More!

Kaminey insaan jaan bana

Kaminey insaan
Sara din kam me laga rehta hai
Apni sehat ka bhi Khayal nahi karta

Le

ganna choos Jaan bana…

/ / (
c=(,,)( )
‘ \ | Read More!

Wife: ”Mujhe kisi mehangi jaga le ke chaliye na ji

• Wife: ”Mujhe kisi mehangi jaga le ke chaliye na ji”
.
.
.
Husband: Chalo, tayyar ho jao…”
.
.
.
.
.
Petrol pump chaltay hain:D Read More!

Wife : Pehlay tum daily karte

Wife : Pehlay tum daily karte they phir weekly aur ab monthly karte ho .. Kyun ?
Husband : Pehle teri aisee thee {} .. Phir aisee thee { } .. Ab aisee hai { } .. Ab kia karoon aise {} ki talash mein dar dar ki thokrein khaa raha hoon. Read More!

Did u know meaning of WOMEN?

Did u know meaning of WOMEN?
"W"ant
"O"ne
"M"an for
"E"very
"N"ight Read More!

Kya khel ishq ne khela hai

Kya khel ishq ne khela hai
kyun latka hua ye kela hai
dil kal bhi mera akela tha
lun aaj bhi mera thakela hai
ye money nahin chhooti lun ki
hum kitni bar naha bethe
din men panch bar naha bethe

Dekha julie film ka gana kitna pyara hai Read More!

After 3 days

After 3 days
After 72hrs
After 4320 min
After 259200sec
Every1 will send u this msg but i m the
1st telling u and ur family Eid Mubarak. Read More!